in , ,

InspiringInspiring OMGOMG EmotionalEmotional LoveLove AngryAngry

Tum Mujhe kab tak rokoge, Hindi Inspirational Poem by Amitabh Bachchan

Tum Mujhe Kab Tak Rokoge:

Mutthi me kuch sapne lekar,
Bharkar jeebo me aashaaye |

Dilo me hai armaan yahi,
Kuch kar jaaye….kuch kar jaaye |

Suraj-sa tej nahi mujhme,
Deepak sa jalta dekhoge |

Suraj-sa tej nahi mujhme,
Deepak sa jalta dekhoge|

Apni hadd raushan karne se,

Tum mujhko kab tak rokoge..!
Tum mujhko kab tak rokoge..!

Mai us maati ka vraksh nahi jisko nadiyo ne seencha hai…

Mai us maati ka vraksh nahi jisko nadiyo ne seecha hai…

Banjar maati me palkar maine mrityu se jeevan kheencha hai

Mai patthar par likhi ibadat hu… Mai patthar par likhi ibadat hu

Sheese se kab tak todoge… mitne vala naam nahi,

Tum mujhko kab tak rokoge,
Tum mujhe kab tak rokoge |

Is jung me jitne zulm nhi, utne sehne ki taaqat hai…
Is jung me jitne zulm nahi, utne sehne ki taaqat hai|

Taano ke shor me reh kar sach kehne ki aadat hai..

Mai saagar se bhi gehra hu
..Mai saagar se bhi gehra hu

Tum kitne kankad fekoge,

Chun chun kar aage badhunga mai,
Tum mujhko kab tak rokoge..

Tum mujhko kab tak rokogge

Jhuk jhuk kar seedha khada hua, ab fir jhukne ka shauk nahi

Jhuk jhukkar seedha khada hua,
Ab fir jhukne ka shaukh nahi,

Apne hi haatho racha svyam tumse mitne ka khauf nahi,

Tum haalaato ki mutthi me jab jab bhi mujhko jhokoge..

Tab tapkar sona banunga mai,

Tum mujhko kab tak rokoge

Tum mujhko kab tak rokoge.

Follow our Facebook page for more Inspirational Quotes. Click Here!

Watch: Poem | Koshish krne valon ki | Amitabh Bachchan

What do you think?

Hero

Written by pragya singh

Years Of MembershipContent AuthorYears Of MembershipContent AuthorUp/Down VoterUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down VoterContent AuthorContent Author

Comments

Share your commnents

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

GIPHY App Key not set. Please check settings

Loading…

0

Inspiring Speech by Physically Challenged Muniba Mazari

Quote on Bruised Scars and Stars by Arun Pandit