in ,

Motivational Song: Hai Junoon

Na nan nan na na
Na nan nan na na
Na nan nan na na
Na nan nan na na
Yaaro jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal daur apna aayega
Yaaro jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi haseen
Tujhe kal bulayega
Yaaro jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal daur apna aayega
Yaaro jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi haseen
Tujhe kal bulayega
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Na nan nan na na
Na nan nan na na
Kahin jaise koi dhun baje
Raahon mein dekho hai manzil saje saare
Humi hum jahan mein
Har jagah
Sapne sajane ki humko mili vajeh
Kahin jaise koi dhun baje
Raahon mein dekho hai manzil saje saare
Humi hum jahan mein
Har jagah
Sapne sajane ki humko mili vajeh
Yeh agar sach nahi
To sach bhala hai kya
Yaaron!
Apne hisab se dil ki kitab pe kuch to naya likho
Yaaron anjano ki fikar
Na karti yeh umar
Phir bhala kyun daro
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Hai junoon hai junoon
Kabhi jo milenge raste
Pal mein hi chamke gi hasi purani
To kaho kya kahoge humein
Kaise chupaoge nami yeh palko ki
Kabhi jo milenge raste
Pal mein hi chamke gi hasi purani
To kaho kya kahoge humein
Kaise chupaoge nami yeh palko ki
Yeh bata hai kya hua
Hua hai kyon bataa
Yaroon!
Yaaro jee bhar ke jee le pal
Lagta hai aaj kal daur apna aayega
Yaaro jo khud pe ho yakeen
Jo zindagi haseen
Tujhe kal bulayega
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Hai junoon
Hai junoon sa jeene mein
Hai junoon
Hai junoon sa seene mein
Hai junoon

What do you think?

Hero

Written by pragya singh

Years Of MembershipContent AuthorYears Of MembershipContent AuthorUp/Down VoterUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down VoterContent AuthorContent Author

Comments

Share your commnents

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

GIPHY App Key not set. Please check settings

Loading…

0

Quote on reveal and wonder by Emma Watson

Quote on power by Seneca