in

Javed Akhtar Hindi Poem ”Apne Hone Par Mujhko Yaqeen Aa Gaya” in the voice of Farhan Akhtar

Pighlay neelam sa behta hua yeh samaan
Neeli neeli si khamoshiyaan
Na kahin hai zameen
Na kahin aasmaan
Sarsaraati huyi tehniyaan, pattiyaan
Keh rahi hain ki bas ek tum ho yahaan
Sirf main hoon meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan
Aisi tanhaiyaan
Aur main sirf main
Apne honay pe mujhko yaqeen aa gaya

What do you think?

Mentor

Written by pragya singh

Years Of MembershipContent AuthorYears Of MembershipContent AuthorUp/Down VoterUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down VoterYears Of MembershipUp/Down Voter

Comments

Share your commnents

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

GIPHY App Key not set. Please check settings

Loading…

0

Happiness is a choice, not a result by Ralph Marston

Quote on comfort zones & growth by Ralph Waldo Emerson